**lyrics **
Lafzo se bayan na kar
paun teri mohhabat ko ae khuda
Shukragujar hun tahe dil se
Salaam karta hun jhuk ke
Apne rehmokaram hum par
Hamesha hamesha banaye rakhna
Hamesha hamesha banaye rakhna
Yeshu Yeshu Yeshu tera naam
Har naam se uncha rahe (x2)
Pyara naam mitha naam
Naamo mein uncha hai ek naam (x2)
Pyara naam mitha naam
Yeshu naam.........
Sabse uncha rahe (x2)
Bhajle re bande subah shaam
Naam naam naam yeshu naam (x2)
=1=
Woh naam mein andho ko
dristi milti hai
Woh naam mein rogon ko
changa milta hai
Woh naam hai jo muktidata hai
Woh naam besaharon ka
sahara hai (x2)
Yeshu naam, Yeshu naam
Pyara naam, pyara naam
MItha naam, mitha naam
Yeshu Yeshu
Yeshu hai woh naam
Pyara naam mitha naam
Naamo mein uncha hai ek naam (x2)
Pyara naam mitha naam
Yeshu naam.........
Sabse uncha rahe (x2)
Bhajle re bande subah shaam
Naam naam naam yeshu naam (x2)
=2=
Uss naam ko swargdut har
pal bhajte hai
Uss naam ko duniyawale bhi
dhundte hai
Uss naam ko jo bhi pata hai
Ek naya shanti jeevan
mein lata hai (x2)
Yeshu naam, Yeshu naam
Pyara naam, pyara naam
MItha naam, mitha naam
Yeshu Yeshu Yeshu hai woh naam
Pyara naam mitha naam
Naamo mein uncha hai ek naam (x2)
Pyara naam mitha naam
Yeshu naam.........
Sabse uncha rahe (x2)
Bhajle re bande subah shaam
Naam naam naam yeshu naam (x4)
=end=

No comments:
Post a Comment