Voice: Pastor. Subason Deep & Amit Ranjan Nayak
Lyrics & Composer: Ps Subason Deep
Arrangement: Amit Raja
Chorus: Smrutimayee, Abhisekh, Belamati, Dr Prafulla, Nancy & Sneha
"Lyrics"
Lafzo se bayan na kar paun
teri mohhabat ko ae khuda
Shukragujar hun tahe dil se
Salaam karta hun jhuk ke
Apne rehmokaram hum par
Hamesha hamesha
banaye rakhna
Hamesha hamesha
banaye rakhna
swarup mein hokar bhi
Manushya ke samanata
mein ho gaya
Woh apne aap ko
Namra aur din kiya
Mrityu han krush ki mrityu
bhi usne sehliya
Uska naam sab naamo
mein shresth hai
Uske naam ke agge
swarg aur prithvi ka
Har ek ghutna tikega
Aur har ek jeev yahi manegi ki
Yeshu Masih hi prabhu hai
Yeshu Masih hi prabhu hai
Yeshu Yeshu Yeshu tera naam
Har naam se uncha rahe (x2)
Pyara naam mitha naam
Naamo mein uncha hai ek naam (x2)
Pyara naam mitha naam
Yeshu naam.........
Sabse uncha rahe (x2)
Bhajle re bande subah shaam
Naam naam naam yeshu naam (x2)
=1=
Woh naam mein andho ko dristi milti hai
Woh naam mein rogon ko changa milta hai
Woh naam hai jo muktidata hai
Woh naam besaharon ka sahara hai (x2)
Yeshu naam, Yeshu naam
Pyara naam, pyara naam
MItha naam, mitha naam
Yeshu Yeshu Yeshu hai woh naam
Pyara naam mitha naam
Naamo mein uncha hai ek naam (x2)
Pyara naam mitha naam
Yeshu naam.........
Sabse uncha rahe (x2)
Bhajle re bande subah shaam
Naam naam naam yeshu naam (x2)
=2=
Uss naam ko swargdut
har pal bhajte hai
Uss naam ko duniyawale
bhi dhundte hai
Uss naam ko jo bhi pata hai
Ek naya shanti jeevan
mein lata hai (x2)
Yeshu naam, Yeshu naam
Pyara naam, pyara naam
MItha naam, mitha naam
Yeshu Yeshu Yeshu hai woh naam
Pyara naam mitha naam
Naamo mein uncha hai ek naam (x2)
Pyara naam mitha naam
Yeshu naam.........
Sabse uncha rahe (x2)
Bhajle re bande subah shaam
Naam naam naam yeshu naam (x4)
=END=

No comments:
Post a Comment